Deewan-e-Jan Sahab : Meer Yaar Ali Jaan Sahab
Aarz kiya hain zara gaur farmaiyega “agar tum samajh pate chaht ki inteeha, toh hum tumse nahi tum humse mohabbat karte!!”
zyda hogya naah anyways, I just love the way these writers or should I say shayras make everything so beautiful Can`t deny how beautifully they romanticise everything. So, I am going to tell you about Meer Yaar Ali Jaan Sahab.
- His real name is meer yaar ali.
via Rekhta
- His pen name is Jaan.
via Rekhta
- Meer sahab was born in 1810 in Lucknow, Uttar Pradesh.
via Rekhta
- Sahab died in 1886 at Rampur, Uttar Pradesh.
- His most favourite sher is;Â til nahi maang mein zanakhi ke ye kanhya khaada hai gokul mein.
He has written around 14 books.
- Musaddas-e-benazeer, Intikab-e-rekhti, Deewane-e-Jan sahab are some of his famous e-books.
- Most of his books are written in Urdu.
- His books are available to purchase on different websites.
lahore ki havas hai na multan ki havasÂ
atki huun ik muÄ¡hal se hai turan ki havasÂ
rakkha hai jaise sog dogana ne yaar kaÂ
missi ki kuchh havas hai na kuchh paan ki havasÂ
mujh ko chhua to kha.ungi almas kuut karÂ
dil ki rahegi dil hi main marjan ki havasÂ
chandi to kya main sone men manDhva duun ai buaÂ
ho Dholne ki tujh ko jo quran ki havasÂ
arzi laga duun ja ke adalat men mehr kiÂ
haan le marun jo un ko ho bohtan ki havasÂ
mujh se kiya nigoḌe ne bi raat raat bharÂ
to bhi mittna us mue shaitan ki havasÂ
aulad jiti-jagti jam jam ho us ke gharÂ
puuri ḳhuda kare mire be-jan ki havasÂ
ai jan ab bula le vo deti hai tujh pe jaanÂ
mitti men to mila na bani jaan ki havasÂ
Meer sahab`s famous shayari though he is not with us, lekin vo kehte hai naa ek kalakar kabhi marta nahi hamesa apni kaala mein zinda rehta hain. Â
Â
Â
Blog Edited By Ritika Gupta
For more “Mehfil-e-desichalchitra” related blogs click here.