Now Reading
Khwaja Mohammad Wazir Ji Ki Exceptionally Impactful Shayari

Khwaja Mohammad Wazir Ji Ki Exceptionally Impactful Shayari

Avatar

 

Lehzedaar Lakhnawi, Khwaja Mohammad Wazir Ji as an eminent 19th-century poet. His writings continue to be deeply meaningful and thus evergreen. As some unda-kalakaar would say, Shayari is more than just saying, “waah waah kya baat hai”. It entails a deep feeling and a way of expressing oneself. This is what we sensed in the poems of Khwaja Mohammad Wazir Ji.

Dive along with us into the magical world of Shayari of Khwaja Mohammad Wazir Ji:

1. haal puchho na mire rone ka bas jaane do 

abhi rumal nichod dunga to tufan hoga 

  • rumal: Handkerchief

  • nichod dunga: Will wring

2. hai saaya chandni aur chand mukhda

dupatta asman-e-asmaa hai 

  • saaya: Shadow

  • mukhda: Face

  • asman-e-asmaa: Here referred to as the sky

3. jab khafa hota hai to yuun dil ko samajhta hoon main

aaj hai na-mehrban kal mehrban ho jayega

  • khafa: Angry

  • na-mehrban: Unkind

  • mehrban: Kind

4. ghazab hai rooh se is jama-e-tan ka juda hona

libas-e-tang hai utrega akhir dhajjiyan ho kar  

  • ghazab: Tremendous

  • Jama-e-tan: Apparel on the body 

  • ruuh: Soul

  • libas-e-tang: A tight dress

  • dhajjiyan: Pieces of cloth

5. kahen adu na kahen mujh ko dekh kar muhtaj 

ye un ke bande hain jin ko karim kahte hain

  • adu: Enemy or rival

  • muhtaj: Needy

  • karim: Merciful, Generous

6. haath dikhla ke ye bola vo musalman-zada 

ho gaya dast-e-nigar ab to barahman apna 

7. dekha jise bismil kya taaka jise maara 

uss aankh se dariye jo khuda se na dare aankh 

  • bismil: A sacrificed animal

8. silsila rakhta hai mera kufr kuch Islam se 

hain kai tasbih ke daane miri zunnar mein

  • kufr: The act of hiding or covering up something

  • tasbih: Rosary

  • zunnar: A sacred thread worn by Hindus

9. kya diid ke qabil tire kuche ki zamin hai 

har gumm hai naqsh-e-qadam-e-rah-guzari aankh 

  • qabil: Capable of something

  • kuche ki Zamin: Narrow streets of the earth

  • naqsh-e-qadam-e-rah-guzari: Footprints of wayfaring

Khwaja Mohammad Wazir Ji gracefully evokes numerous feelings, from religion to betrayal to love. What’s your take on the elegant Shayari’s of Khwaja Mohammad Wazir Ji? Irshaad kijiye comments pe!

What's Your Reaction?
Excited
0
Happy
0
In Love
0
Not Sure
0
Silly
0
View Comments (0)

Leave a Reply

Your email address will not be published.

Scroll To Top